Friday, December 14, 2007

Mango Tree

Banta ped pe chada to upar baithey Bandar ne poocha: Upar kyon aaya?

Banta: Apple khane.

Bandar: Par yeh to aam ka ped hai.

Banta: Pata hai, Apple saath laya hoon.

No comments: